Thursday, October 15, 2015

GHULAM ALI: ye dil ye paagal dil mera








Translated to English

This heart, this crazy heart of mine
The loneliness of the pain, the arid crossing of the desert
We have grown weary, tell us about yourself, Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!
In this desert stood a town, what happened to it? Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine

An unfamiliar gust of wind asked me the reason for my sorrow
On the wet sands of the desert I wrote, Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!
In this desert stood a town, what happened to it? Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine
Look, now all the troubles of the desert night have gone to sleep
Tell me. please. how much longer must I stay awake? Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!
In this desert stood a town, what happened to it? Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine
Last night, alone, I saw the moon in my reverie
Perhaps it will suit me well forever, this Loneliness!
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!
In this desert stood a town, what happened to it? Loneliness
This heart, this crazy heart of mine, why did it die? of loneliness!

https://www.youtube.com/watch?v=Ea_aCMCn81w

ye dil ye paagal dil mera
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
is dast mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kal shab mujhe be-shakl ki awaaz ne chaunka diya
mein ne kaha tu kaun hai(2)
usne kaha awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Ye dard ki tanhaiyaan(2)
ye dasht ka veeran safar
hum log to ukta gaye(2)
apni suna awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)

Ek ajnabi jhonke ne jab poochha mere ghum ka sabab(2)
sehra ki bheegi reth par(2)
maine likha awaargi
is dasht mein ek shahr tha(2)
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kal raat tanha chaand ko dekha tha maine khwaab mein(2)
mohsin mujhe raas ayegi(2)
shayed sada awaargi
ye dil ye paagal dil mera
Kyon bujh gaya awaargi
is dasht mein ek shahr tha
wo kya hua awaargi
ye dil ye paagal dil mera

******
Humko Kiske Gham ne Mara With English Translation
Dil ki choton ne kabhi With English Translation

The wounds of the heart did not let me rest in peace
Whenever I remembered you in the wintery wind
I regret that you destroyed my heart
I feel sadness that you destroyed it so late


https://www.youtube.com/watch?v=TXZZvt6uIaM
DIL KI CHOTON NE KABHI CHAIN SE RAHNE NA DIYA
JAB CHALI SARD HAWA MAIN NE TUJHE YAAD KIYA
JAB CHALI SARD HAWA MAIN NE TUJHE YAAD KIYA
IS KA RONA KYON TUM NE KIYA DIL BARBAAD
IS KA GHAM HAI KE BAHUT DAIR MEIN BARBAAD KIYA



***************
https://www.youtube.com/watch?v=SHPCJb93x3k

The story of the parting that killed me, later
The story of who broke my heart, later
Don’t ask me, in public, the reason why my heart was stolen
Your name will be mentioned there, so this story, later
After suffering the arrows of hate in the city of my friend
Who all I called out to, that story, later.

HUM KO KIS KE GHUM NE MARA, YE KAHANI PHIR SAHEE
DIL KE LUTNAY KA SABAB POOCHHO NA SABKE SAAMNE
KIS NE TODA DIL HAMARA, YE KAHANI PHIR SAHEE
NAAM AAYEGA TUMHARA, YE KAHANI PHIR SAHEE
NAFRATON KE TEER KHAKAR DONSTON KE SHAHER MAIN


Monday, October 5, 2015

GHAZALS OF BEGUM AKHTAR



Akhtari Bai Faizabadi, also known as Begum Akhtar (7 October 1914 – 30 October 1974), was a well known Indian singer of Ghazal, and Dadra, and Thumri genres of Hindustani classical music.
She received the Sangeet Natak Akademi Award for vocal music, and was awarded Padma Shri and Padma Bhushan (posthumously) by Govt. of India. She was given the title of Mallika-e-Ghazal (Queen of Ghazals)
Begum Akhtar was born in Bada Darwaza, Town Bhadarsa, Bharatkund, Faizabad District, Uttar Pradesh. Her father, Asghar Hussain, a young lawyer who fell in love with her mother Mushtari and made her his second wife, subsequently disowned her and his twin daughters Zohra and Bibbi (Akhtar)
Akhtar was barely seven when she was captivated by the music of Chandra Bai, an artist attached to a touring theatre group. However at her uncle's insistence she was sent to train under Ustad Imdad Khan, the great sarangi exponent from Patna, and later under Ata Mohammed Khan of Patiala. Later, she travelled to Calcutta with her mother and learnt music from classical stalwarts like Mohammad Khan, Abdul Waheed Khan of Lahore, and finally she became the disciple of Ustad Jhande Khan.
Her first public performance was at the age of fifteen.
(ഗസലിന്‍റെ  പൊതുവേയുള്ള ദുഃഖഭാവത്തിന് സ്വപ്നങ്ങളോടാണ് ചാര്‍ച്ച. എവിടെയോ നാം മറന്നുവച്ച സ്വപ്നങ്ങളെ മികച്ച ഗസലുകള്‍ ഉയിര്‍ത്തെഴുന്നേല്‍പ്പിക്കും. കിനാവുകളുടെ ഫോസിലുകളില്‍ നിന്ന് നാം നമ്മെയന്വേഷിച്ചു യാത്ര പുറപ്പെടും. പ്രണയത്തിന്റെ ഛായാപടം അസ്സലുലകത്തെ വന്നു മൂടിക്കളയും. നിറംപോയ ദിനസരികളുടെ തനിയാവര്‍ത്തനങ്ങളില്‍ നിന്ന്, കലണ്ടര്‍ ജീവിതത്തിലെ മുള്ളു പാകിയ വഴിത്താരയില്‍ നിന്ന് അഭിലാഷങ്ങളുടെ അജ്ഞാതപാന്‍ജിയയിലേക്ക് നാടുകടത്തപ്പെടും. നമ്മുടെ ലോകമല്ലത്, നമുക്കുള്ളിലെ പരലോകമാണ്‌. പ്രണയിനിയുടെ  ലജ്ജാവിവശമായ കണ്ണുകളെപ്പറ്റി, അവള്‍ക്കായി മാത്രം പാടാന്‍ കൊതിച്ച ഗാനങ്ങളെപ്പറ്റി മെഹ്ദി ഹസന്‍ “പ്യാര്‍ ഭരെ ദോ ശര്‍മീലെ നയ്ന്‍, ജിനസേ മിലാ മേരെ ദില്‍കോ ചെയ്ന്‍ ” എന്നു പാടുമ്പോള്‍ ഒരുനാളും പാടാതെ പോയ പാട്ടിന്‍റെ തിരകള്‍ വന്ന് സ്വപ്നത്തിന്റെ തീരങ്ങളില്‍ ആര്‍ത്തലയ്ക്കും. അതെ , സ്വപ്നജാഗരണത്തിന്റെ ഗേയശില്‍പ്പമാണ് ഗസല്‍.)
1.
ab chhalakate hue saagar nahi dekhe jaate
taubaa ke baad ye mazar nahi dekhe jaate

mast kar ke mujhe, auro ko lagaa mun saaqi
ye karam hosh me rah kar nahi dekhe jaate

saath har ek ko is raah me chalanaa hogaa
ishq me rahazaan-o-rahabaar nahi dekhe jaate

ham ne dekhaa hai zamaane kaa badalanaa lekin
un ke badale hue tevar nahi dekhe jaate

https://www.youtube.com/watch?v=vVOab3hRQL4




2.
rahiye ab aisi jagah, chalakar jahaan koi na ho
ham sukhan koi na ho aur ham_zabaan koi na ho

be dar-o-divaar sa ek ghar banaayaa chaahiye
koi hamasaayaa na ho aur paasabaan koi na ho

padiye gar bimaar to koi na ho timaaradaar
aur agar mar jaaye to, nohaakhvaan koi na ho


https://www.youtube.com/watch?v=WlCjAi8BuH0

LYRICS:   MIRZA GHALIB

3.
bazm se unaki ham kyaa laaye
pyaase gaye aur pyaase aaye

kaash junun itanaa badh jaaye
bhulane waalaa yaad na aaye

mazil se wo dur hi achchhe
jinako mazil raas na aaye

aah musibat ke wo lamhe
dost bhi jiname kaam na aaye

https://www.youtube.com/watch?v=uRQaMV5qNvs

LYRICS:  SHAMIM JAIPURI


4.
daa_im padaa huaa tere dar par nahi hun mai
khaaq aisi zindagi pe, ki patthar nahi hun mai

 [daa_im = forever]

kyo gadrish-e-mudaam se ghabaraa na jaaye dil
insaan hun, pyaalaa-o-saagar nahi hun mai

 [gardish-e-mudaam = never ending sorrow mudaam = never ending]
 [pyaalaa-o-saagar = goblet of wine]

yaa rab zamaanaa mujhako mitaataa hai kis liye
lauh-e-jahaan pe harf-e-muqarrar nahi hun mai

 [lauh-e-jahaan = paper of the world, metaphorically speaking]
 [hafr-e-muqarrar = redundant word / letter]

had chaahiye sazaa me aqubat ke vaaste
aakhir gunaah_gaar hun qaafir nahi hun mai

 [aqubat = torture, pain]

kis vaaste aziz nahi jaanate mujhe
laal-o-zamurd-o-zar-o-gauhar nahi hun mai

 [laal-o-zamurd-o-zar-o-gauhar = ruby, emerald, gold or pearl]

rakhate ho tum qadam meri aankho se kyo direg
rutabe me mahar-o-maah se kamatar nahi hun mai

karate ho mujhako man-o-qadam-bos kis liye
kyaa aasamaan ke bhi baraabar nahi hun mai

'gaalib' vazifaakhvaar ho, do shaah ko duaa
vo din gaye ki kahate the, naukar nahi hun mai

https://www.youtube.com/watch?v=uyQ_gLPYNi0


LYRICS:    MIRZA GHALIB

5.

shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar

chalne wale jara dekh kar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar

rah jan
rah jan rahenuma humsafar
rah jan rahenuma humsafar
alhafiz alnama alhazar
alhafiz alnama alhazar
tujhse badhkar hasi hasi kaun hai
tujhse badhkar hasi kaun hai
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
rahjano
rah jano lut na jana kahi
rah jano lut na jana kahi
kahi
maine dekhe hai kuch rah bar
maine dekhe hai kuch rah bar
maine dekhe hai kuch rah bar

ik najar ke liye
ik najar ke liye sari umar
ik najar ke liye sari umar
umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
aadmi aur tar ke wafa wafa
aadmi aur tar ke wafa
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar

jab pukarega farze wafa
jab pukarega farze wafa
dekh lena hame dar par
dekh lena hame dar par
dekh lena hame dar par
karwa kisi taraf hai jami
karwa karwa
karwa kis taraf hai jami
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar

https://www.youtube.com/watch?v=y6X5vwb5g1o

LYRICS:    SHAMIM JAIPURI

7.
sharaab-e-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa
pilaanewaale nazar se nazar se milaa ke pilaa

jhalak rahaa thaa tabassum bhi saagar-e-may me
phir ek baar usi tarah muskuraa ke pilaa

pilaa har ek ko har ek par navaazish kar
magar ye shart hai pahale mujhe pilaa ke pilaa

kuchh imtiyaaz rahe maikade me maikash kaa
labo se apane har ek jaam ko lagaa ke pilaa

https://www.youtube.com/watch?v=BFjfgRdpe6g



LYRICS:   SHAKEEL BADAYUNI


8.

uzr aane me bhi hai aur bulaate bhi nahi
baa_is-e-tark-e-mulaakaat bataate bhi nahi

khub paradaa hai ke chilaman se lage baithe hai
saaf chhupate bhi nahi saamane aate bhi nahi

ho chukaa qataa taalluq to jafaa_en kyun ho
jinako matalab nahi rahataa wo sataate bhi nahi

zist se tag ho ai 'daag' to jite kyun ho
jaan pyaari bhi nahi jaan se jaate bhi nahi

https://www.youtube.com/watch?v=WJMW0_6Z50M

LYRICS:  Daag Dehalwi
MUSIC:   KHAYYAM

9.

diwaanaa banaanaa hai to diwaanaa banaa de
varanaa kahi taqadir tamaashaa na banaa de

ai dekhane waalo mujhe hans-hans ke na dekho
tumako bhi mohabbat kahi mujhasaa na banaa de

mai dhundh rahaa hun meri wo shamaa kahaan hai
jo bazm ki har chiz ko parawaanaa banaa de

aakhir ko_i surat bhi to ho khaanaa-e-dil ki
kaabaa nahi banataa hai to butakhaanaa banaa de

'behzad' har ek gaam pe ek sajadaa-e-masti
har zarre ko sag-e-dar-e-jaanaanaa banaa de

https://www.youtube.com/watch?v=8tJZYW_71nE

LYRICS:    BEHZAD LUCKNAVI

10.

ibn-e-mariyum huaa kare ko_i
mere duhkh ki davaa kare ko_i

na suno gar buraa kahe ko_i
na kaho gar buraa kare ko_i

baat par vaan zubaan katati hai
vah kahe aur sunaa kare ko_i

kaun hai jo nahi hai haajatamad
kisaki haajat ravaa kare ko_i

jab tavaqqu hi uth ga_i 'gaalib'
kyun kisi kaa gilaa kare ko_i

https://www.youtube.com/watch?v=hRzd8JxhRTo


LYRICS:     MIRZA GHALIB








Akhtari Bai Faizabadi, also known as Begum Akhtar (7 October 1914 – 30 October 1974), was a well known Indian singer of Ghazal, and Dadra, and Thumri genres of Hindustani classical music.
She received the Sangeet Natak Akademi Award for vocal music, and was awarded Padma Shri and Padma Bhushan (posthumously) by Govt. of India. She was given the title of Mallika-e-Ghazal (Queen of Ghazals)
Begum Akhtar was born in Bada Darwaza, Town Bhadarsa, Bharatkund, Faizabad District, Uttar Pradesh. Her father, Asghar Hussain, a young lawyer who fell in love with her mother Mushtari and made her his second wife, subsequently disowned her and his twin daughters Zohra and Bibbi (Akhtar)
Akhtar was barely seven when she was captivated by the music of Chandra Bai, an artist attached to a touring theatre group. However at her uncle's insistence she was sent to train under Ustad Imdad Khan, the great sarangi exponent from Patna, and later under Ata Mohammed Khan of Patiala. Later, she travelled to Calcutta with her mother and learnt music from classical stalwarts like Mohammad Khan, Abdul Waheed Khan of Lahore, and finally she became the disciple of Ustad Jhande Khan.
Her first public performance was at the age of fifteen.

1.
ab chhalakate hue saagar nahi dekhe jaate
taubaa ke baad ye mazar nahi dekhe jaate

mast kar ke mujhe, auro ko lagaa mun saaqi
ye karam hosh me rah kar nahi dekhe jaate

saath har ek ko is raah me chalanaa hogaa
ishq me rahazaan-o-rahabaar nahi dekhe jaate

ham ne dekhaa hai zamaane kaa badalanaa lekin
un ke badale hue tevar nahi dekhe jaate

https://www.youtube.com/watch?v=vVOab3hRQL4




2.
rahiye ab aisi jagah, chalakar jahaan koi na ho
ham sukhan koi na ho aur ham_zabaan koi na ho

be dar-o-divaar sa ek ghar banaayaa chaahiye
koi hamasaayaa na ho aur paasabaan koi na ho

padiye gar bimaar to koi na ho timaaradaar
aur agar mar jaaye to, nohaakhvaan koi na ho


https://www.youtube.com/watch?v=WlCjAi8BuH0

LYRICS:   MIRZA GHALIB

3.
bazm se unaki ham kyaa laaye
pyaase gaye aur pyaase aaye

kaash junun itanaa badh jaaye
bhulane waalaa yaad na aaye

mazil se wo dur hi achchhe
jinako mazil raas na aaye

aah musibat ke wo lamhe
dost bhi jiname kaam na aaye

https://www.youtube.com/watch?v=uRQaMV5qNvs

LYRICS:  SHAMIM JAIPURI


4.
daa_im padaa huaa tere dar par nahi hun mai
khaaq aisi zindagi pe, ki patthar nahi hun mai

 [daa_im = forever]

kyo gadrish-e-mudaam se ghabaraa na jaaye dil
insaan hun, pyaalaa-o-saagar nahi hun mai

 [gardish-e-mudaam = never ending sorrow mudaam = never ending]
 [pyaalaa-o-saagar = goblet of wine]

yaa rab zamaanaa mujhako mitaataa hai kis liye
lauh-e-jahaan pe harf-e-muqarrar nahi hun mai

 [lauh-e-jahaan = paper of the world, metaphorically speaking]
 [hafr-e-muqarrar = redundant word / letter]

had chaahiye sazaa me aqubat ke vaaste
aakhir gunaah_gaar hun qaafir nahi hun mai

 [aqubat = torture, pain]

kis vaaste aziz nahi jaanate mujhe
laal-o-zamurd-o-zar-o-gauhar nahi hun mai

 [laal-o-zamurd-o-zar-o-gauhar = ruby, emerald, gold or pearl]

rakhate ho tum qadam meri aankho se kyo direg
rutabe me mahar-o-maah se kamatar nahi hun mai

karate ho mujhako man-o-qadam-bos kis liye
kyaa aasamaan ke bhi baraabar nahi hun mai

'gaalib' vazifaakhvaar ho, do shaah ko duaa
vo din gaye ki kahate the, naukar nahi hun mai

https://www.youtube.com/watch?v=uyQ_gLPYNi0


LYRICS:    MIRZA GHALIB

5.

shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar

chalne wale jara dekh kar
shakht hai ishk ki rahgujar
shakht hai ishk ki rahgujar

rah jan
rah jan rahenuma humsafar
rah jan rahenuma humsafar
alhafiz alnama alhazar
alhafiz alnama alhazar
tujhse badhkar hasi hasi kaun hai
tujhse badhkar hasi kaun hai
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
kisko dekhu tujhe dekh kar
rahjano
rah jano lut na jana kahi
rah jano lut na jana kahi
kahi
maine dekhe hai kuch rah bar
maine dekhe hai kuch rah bar
maine dekhe hai kuch rah bar

ik najar ke liye
ik najar ke liye sari umar
ik najar ke liye sari umar
umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
umar bhar ke liye ek najar
aadmi aur tar ke wafa wafa
aadmi aur tar ke wafa
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar
saram kar na siha saram kar

jab pukarega farze wafa
jab pukarega farze wafa
dekh lena hame dar par
dekh lena hame dar par
dekh lena hame dar par
karwa kisi taraf hai jami
karwa karwa
karwa kis taraf hai jami
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar
ab kaha hai mere humsafar

https://www.youtube.com/watch?v=y6X5vwb5g1o

LYRICS:    SHAMIM JAIPURI

7.
sharaab-e-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa
pilaanewaale nazar se nazar se milaa ke pilaa

jhalak rahaa thaa tabassum bhi saagar-e-may me
phir ek baar usi tarah muskuraa ke pilaa

pilaa har ek ko har ek par navaazish kar
magar ye shart hai pahale mujhe pilaa ke pilaa

kuchh imtiyaaz rahe maikade me maikash kaa
labo se apane har ek jaam ko lagaa ke pilaa

https://www.youtube.com/watch?v=BFjfgRdpe6g



LYRICS:   SHAKEEL BADAYUNI


8.

uzr aane me bhi hai aur bulaate bhi nahi
baa_is-e-tark-e-mulaakaat bataate bhi nahi

khub paradaa hai ke chilaman se lage baithe hai
saaf chhupate bhi nahi saamane aate bhi nahi

ho chukaa qataa taalluq to jafaa_en kyun ho
jinako matalab nahi rahataa wo sataate bhi nahi

zist se tag ho ai 'daag' to jite kyun ho
jaan pyaari bhi nahi jaan se jaate bhi nahi

https://www.youtube.com/watch?v=WJMW0_6Z50M

LYRICS:  Daag Dehalwi
MUSIC:   KHAYYAM

9.

diwaanaa banaanaa hai to diwaanaa banaa de
varanaa kahi taqadir tamaashaa na banaa de

ai dekhane waalo mujhe hans-hans ke na dekho
tumako bhi mohabbat kahi mujhasaa na banaa de

mai dhundh rahaa hun meri wo shamaa kahaan hai
jo bazm ki har chiz ko parawaanaa banaa de

aakhir ko_i surat bhi to ho khaanaa-e-dil ki
kaabaa nahi banataa hai to butakhaanaa banaa de

'behzad' har ek gaam pe ek sajadaa-e-masti
har zarre ko sag-e-dar-e-jaanaanaa banaa de

https://www.youtube.com/watch?v=8tJZYW_71nE

LYRICS:    BEHZAD LUCKNAVI

10.

ibn-e-mariyum huaa kare ko_i
mere duhkh ki davaa kare ko_i

na suno gar buraa kahe ko_i
na kaho gar buraa kare ko_i

baat par vaan zubaan katati hai
vah kahe aur sunaa kare ko_i

kaun hai jo nahi hai haajatamad
kisaki haajat ravaa kare ko_i

jab tavaqqu hi uth ga_i 'gaalib'
kyun kisi kaa gilaa kare ko_i

https://www.youtube.com/watch?v=hRzd8JxhRTo


LYRICS:     MIRZA GHALIB

Monday, August 24, 2015

BHUPINDER SINGH





lso known asBhupi
Born6 February 1940 (age 75)
AmritsarPunjab, India
GenresPlayback singing
Occupation(s)Ghazal singer and composer
InstrumentsGuitar
Years active1964–present


Bhupinder Singh (born 6 February 1940) is an Indian musician, chiefly a Ghazal singer and 

also a Bollywood playback singer.

1.
aavaaz di hai aaj ik nazar ne
yaa hai ye dil ko gumaan
doharaa rahi hai jaise fazaaye
bhuli hui daastaan
aavaaz di hai aaj ik nazar ne
yaa hai ye dil ko gumaan
doharaa rahi hai jaise fazaaye
bhuli hui daastaan

laut aayi hai phir ruthi bahaare
kitanaa hasin hai samaa
duniyaa se kah do na ham ko pukaare
ham kho gaye hai yahaan
laut aayi hai phir ruthi bahaare
kitanaa hasin hai samaa
duniyaa se kah do na ham ko pukaare
ham kho gaye hai yahaan

jivan me kitani viraaniyaan thi
chhaayi thi kaisi udaasi
sunakar kisi ke kadamo ki aahat
halachal hui hai zaraa si
jivan me kitani viraaniyaan thi
chhaayi thi kaisi udaasi
sunakar kisi ke kadamo ki aahat
halachal hui hai zaraa si

saagar me jaise lahare uthi hai
tuti hai khaamoshiyaan
doharaa rahi hai jaise fazaaye
bhuli hui daastaan

tufaan me khoi kashti ko aakhir
mil hi gayaa phir kinaaraa
ham chhod aaye khwaabo ki duniyaa
dil ne tere jab pukaaraa
tufaan me khoi kashti ko aakhir
mil hi gayaa phir kinaaraa
ham chhod aaye khwaabo ki duniyaa
dil ne tere jab pukaaraa

kabase khadi thi baahe pasaare
is dil ki tanhaaiyaan
duniyaa se kah do na ham ko pukaare
ham kho gaye hai yahaan

ab yaad aayaa kitanaa adhuraa
ab tak thaa dil kaa fasaanaa
yun paas aake dil me samaake
daaman na hamase chhudaanaa
yun paas aake dil me samaake
daaman na hamase chhudaanaa

jin raasto par tere kadam ho
majil hai meri vahaan
duniyaa se kah do na ham ko pukaare
ham kho gaye hai yahaan
laut aayi hai phir ruthi bahaare
kitanaa hasin hai samaan
duniyaa se kah do na ham ko pukaare
ham kho gaye hai yahaan

https://www.youtube.com/watch?v=o3odw3_pT1A

2.

ek akela iss shahar me, rat me aur dopahar me
aabodana dhundata hai aashiyana dhundata hai

din khalee khalee bartan hai aur rat hai jaise andha kuan
inn sunee andheree aankho se aansun kee jagah aata hain dhuan
jine kee vajah toh koyee nahee marne kaa bahana dhundata hai
ek akela iss shahar me

inn umar se lambee sadkon ko manjil pe pohonchte dekha nahee
bas daudatee phirtee rahtee hain hamne toh theherte dekha nahee
iss ajnabee se shahar me jana pehechana dhundata hai
ek akela iss shahar me
https://www.youtube.com/watch?v=Pax5xLX6aNU


MOVIE Gharaonda (1977)
MUSIC; Jaidev
LYRICS:Gulzar  

3.

dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasawwure jana kiye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din

jaddo ki narm dhup aur aangan me let kar
jaddo ki narm dhup aur aangan me let kar
aankho pe khinch kar tere aanchal ke saye ko
aaundhe pade rahe kabhi karwat liye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din

ya garmiyo ki raat jo purwayiya chale
ya garmiyo ki raat jo purwayiya chale
thandi safed chadro pe jage der tak
taro ko dekhte rahe chhat par pade huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din

barfili sardiyo me kisi bhi pahad par
barfili sardiyo me kisi bhi pahad par
wadi me gunjti hui, khamoshiya sune
aankho me bhige bhige se lamhe liye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasawwure jana kiye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke raat din

https://www.youtube.com/watch?v=9JZ9vyTv2hc


FILM:      MAUSAM (1976)
LYRICS:  GULZAR  
MUSIC Madan Mohan  


4.



huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
khule aam aanchal na lahara ke chaliye
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
khule aam aanchal na lahara ke chaliye
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

koi manchala gar pakad lega aanchal
koi manchala gar pakad lega aanchal
zara sochiye aap kya kijiyega
laga de agar badh ke zulfo me kaliya
laga de agar badh ke zulfo me kaliya
to kya apni zulfe jhatak dijiyega
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
khule aam aanchal na lahara ke chaliye
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

bahut khubasurat hai har baat lekin
bahut khubasurat hai har baat lekin
agar dil bhi hota to kya baat hoti
likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat
likhi jaati phir daastaan-e-muhabbat
ek afasaane jaise mulaaqaat hoti
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
khule aam aanchal na lahara ke chaliye
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
khule aam aanchal na lahara ke chaliye
huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

https://www.youtube.com/watch?v=Rzo3kVxG-3s

FILM:    MAUSUM   1983
LYRIC:  GULZAR
MUSIC: R.D. BURMAN


5.

naam gum jaayegaa, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe
naam gum jaayegaa, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe

vaqt ke sitam, kam hasi nahi
aaj hai yaha, kal kahi nahi
vaqt se bhare agar, mil gaye kahi
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe
naam gum jaayegaa, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe

jo guzar gayi, kal ki baat thi
umr to nahi, ek aas thi
raat ka sila agar, phir mile kahi
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe
naam gum jaayegaa, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe

din dhale jaha, raat paas ho
zindagi ki raah, unchi kar chalo
yaad aaye gar kabhi, ji udaas ho
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe
naam gum jaayegaa, chehra ye badal jayega
meri aawaaz hi pahchaan hai gar yaad rahe


BHUPINDER WITH LATA MANGESHKAR


https://www.youtube.com/watch?v=6hE2NUPewB8


FILM:  KINARA   1977
LYRICS;   GULZAR
MUSIC:     R.D. BURMAN
   

 6.

dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
baithe rahe tasawwur-e-jaana kiye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi

jaado ki narm dhup aur aangan me let kar
jaado ki narm dhup aur aangan me let kar
aankho pe khinch kar tere daaman ke saaye ko
aaundhe pade rahe kabhi karwat liye huye
dil dhundhta hai
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi

ya garmiyo ki raat jo purwayiya chale
ya garmiyo ki raat jo purwayiya chale
thandi safed chaadaro pe jage der tak
thandi safed chaadaro pe jage der tak
taaro ko dekhate rahe chhat par pade huye
dil dhundhta hai
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi

barfili sardiyo me kisi bhi pahad par
barfili sardiyo me kisi bhi pahad par
waadi me gunjati hui khamoshiya sune
waadi me gunjati hui khamoshiya sune
aankho me bhige bhige se lamhe liye huye
dil dhundhta hai
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
baithe rahe tasawwur-e-jaana kiye huye
dil dhundhta hai fir wahi fursat ke rat din
dil dhundhta hai fir wahi

https://www.youtube.com/watch?v=l-RIyguTrFg

FILM:    MAUSUM   1983
LYRIC:  GULZAR
MUSIC: R.D. BURMAN

7.
ek akela iss shahar me, rat me aur dopahar me
aabodana dhundata hai aashiyana dhundata hai

din khalee khalee bartan hai aur rat hai jaise andha kuan
inn sunee andheree aankho se aansun kee jagah aata hain dhuan
jine kee vajah toh koyee nahee marne kaa bahana dhundata hai
ek akela iss shahar me

inn umar se lambee sadkon ko manjil pe pohonchte dekha nahee
bas daudatee phirtee rahtee hain hamne toh theherte dekha nahee
iss ajnabee se shahar me jana pehechana dhundata hai
ek akela iss shahar me

https://www.youtube.com/watch?v=Pax5xLX6aNU

FILM:  GHARAONDA  1977
LYRICS    GULZAR
MUSIC:     JAIDEV


 

Friday, August 14, 2015

GHULAM ALI






yeh dil yeh pagal dil meraa kyon bujh gaya aawargee
iss dasht me ik shahar tha woh kya hua aawargee

kal shab mujhe beshakl see aawaj ne chaunka diya
maine kaha too kaun hai usne kaha aawargee

ik ajnabee jhonke ne jab pucha mere gam ka sabab
sahara kee bhigee ret par maine likha aawargee

https://www.youtube.com/watch?v=fp29Ll1kQ1A

https://www.youtube.com/watch?v=qH5q-v8tvF4


FILM:       MAATI MAANGE  KHOON 1984
LYRICS:   ANAND BAKSHI
MUSIC:     R.D.BURMAN

SINGER:: GHULAAM ALI
****

2.      GHULAM ALI  &   ASHA BHOSLE




phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye
phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye
phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye tum yaad aaye

phir guunjein bolin ghaas ke hare samundar mein
phir guunjein bolin ghaas ke hare samundar mein
rut aai pile phuulon ki tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye
pahale to main chikh ke roya aur phir hansane laga
pahale to main chikh ke roya aur phir hansane laga
baadal garaja bijali chamaki tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye

phir kaaga bola ghar ke suune aangan mein
phir kaaga bola ghar ke suune aangan mein
phir amrrit ras ki buund padi tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye

din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya raha
din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya raha
jab diwaaron se dhuup dhali tum yaad aaye tum yaad aaye
din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya rahakhoya raha
jab diwaaron se dhuup dhali tum yaad aaye tum yaad aaye
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye tum yaad aaye



https://www.youtube.com/watch?v=MQEPF5SRz_w

ALBUM:    MERAJ-E- GHAZAL  1989

LYRICS:   NAZIR KAASMI

mUSIC:   GHULAM ALI